Phone

6378754173

Email

NLSHARMA5396@GMAIL.COM

Consulting Hours

7:00 am - 9:00 pm

Makar Sankranti 2024 Date:

15 January 2024 ko Makar Sankranti hai.

Makar Sankranti Shubh Mahurat:

Auspicious time – 7.15 am to 6.21 pm
Maha Punyakal – 7.15 am to 9.06 am

Makar Sankranti Puja Vidhi:

Makar Sankranti ko manane ke liye kuchh lokpriya puja vidhiyan hain. Yahan kuchh sankshipt sujhav diye gaye hain, lekin yadi aapke kshetra mein kuchh vishesh paramparayein hain, to aap unhein bhi apna sakte hain:

  1. Surya Devta ki Puja:
    • Puja ka prarambh Surya Devta ki puja se hota hai. Subha naha kar sabse pehle Surya dev ko jal arpan kare. Jal arpan karte samay Gayatri mantra ka jaap kare ya fir Surya mantra ka jaap kare ( Om hreem hreem suryaye namah). Iske bad ek thali me til, gud, phool, nariyal, chawal, aur gulab patte rakh kar puja kare. Dhoop batti jala kr, yeh cheeze arpan kare.
    • Is din Surya Stotra ka path karna bohot shubh mana jata hai.
  2. Til-Gud Arpan:
    • Til (sesame seeds) aur gud (jaggery) ko ek thali mein mix karenge. Isse bana til-gud ki mithai ko Surya Devta ko arpit karenge.
    • Mantra ke sath til-gud ko Surya Devta ki puja mein chadhayenge.
  3. Dakshina Den:
    • Is din dakshina dena bhi shubh mana jata hai. Aap kisi brahman ya pandit ko dakshina de sakte hain.
  4. Ganga Snan:
    • Kuch log Makar Sankranti ke din Ganga, Yamuna, ya kisi pavitra nadi mein snan karte hain. Isse punya maana jata hai.
  5. Khichdi Prasad:
    • Makar Sankranti par khichdi bana kar prasad roop mein istemal ki jaati hai. Isko Surya Devta ko arpit kiya jaata hai. Kafi log yeh khichdi urad dal se banate hai.
  6. Bhog:
    • Sankranti ke din bhog ke roop mein dahi-chawal, til-gud, gajar ka halwa, aur anya swaadisht vyanjan taiyar kiye jaate hain.
  7. Panchagavya Snan:
    • Kuch log panchagavya (gau mutra, gau dugdha, gau ghee, gau dahi, aur gau gobar) se snan karte hain, jo dharmik drishti se pavitra maana jata hai.

Agar apko kisi tarah ka koi confusion hai ya sawaal hai Makar Sankrati puja se related ya fir agar apko apki kundali dikhwani hai and kisi chali aa-rahi pareshan ka samadhaan chaiye toh aj he baat kare humare Pandit Narayan Sharma ji se whatsapp pr.

Pt. Narayan Sharma ji is the best Pandit in Delhi NCR and best pandit in Udaipur and one of the most famous astrologers in India with clients from all across the world. Pandit ji is available to come to perform puja in Delhi, Noida, Gurgaon, Faridabad, Ghaziabad & Udaipur or he can also perform online puja on call or video call. Connect with him today. His remedies are easy and very effective. Click on the whatsapp button to talk to him today!

Also read:

Best Gemstones to Strengthen WEAK MOON in Astrology

8 Best Gemstones to Attract Money & Wealth

SHREEM BRZEE – Most Powerful Mantra to Attract Money like Magnet

Call Now Button